Sunni Hanfi Organization Website Ka Maksad Islam Ki Sahih Tarjumani Quran Sunnat Izma Kayas se Aqaid aur Mamulaat E Ahle Sunnat Par dalail se dena hai references Scan pages kay saath Aap is website ko zyada se zyada share karen Note : Copy Paste karke alag se same article apne blog me update karne se bahtar hai isko share karen aur un masle me likhe jispe kaam nahi huwa

Search This Blog

Monday 11 May 2020

Salat al tasbeeh padhne ka tarika

بسم الله الرحمن الرحيم


Salat Al TASBEEH KI NAMAZ PADHNE KA TARIKA SALAT AL TABSEEH KAISE PADHEN

Hamari Pichli Post Salat Al Tasbeeh Ki Namaz Par Dalail FAZAIL ko lekar thi Jisko aap yahan Click karke padh sakte hai (SALAT AL TASBEEH HADEES E PAAK KI ROSHNI MEIN - CLICK HERE TO READ)
STEP 01 NIYAT : Chahe to Dil me Salat Al Tasbeeh ki niyat karlen aur agar jaban Se bhi ada karen to Mustahab hai. Niyat ki Maine 04 raqat nafal Salat Al Tasbeeh ki, Waaste ALLAH TAala Kay Rukh Mera Kaba Sharif Ki Taraf, ALLAH HOO AKBAR

STEP 02 : TAKBIR E TAHRIMA - (ALLAH HOO AKBAR KAHE HAATH BAANDHE)


STEP 03: SANA SHARIF PADHE (Subhana Kalla Humma Wa Bee Hamdeeka Wata Baara Kasmooka Wa Ta'ala Jaddoo Ka Wa La ilaha Ghairuka) STEP 04 : TASBEEH PADHE 15 Baar (Subhanallaahi walhamdulillaahi wala ilaha illallah wallaahu Akbar)
سُبْحَانَ اللَّهِ وَالْحَمْدُ لِلَّهِ وَلاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ وَاللَّهُ أَكْبَرُ

STEP 05 : Aaoo Zoo Billahee Minash Shaitaanir Rajeem Aur Phir "Bimillah Hir Rahmaanir Raheem  Phir Surah Fatiha Sharif Aur Koi EK Surah padhen
STEP 06 : 10 Baar Tasbeeh Padhen (Subhanallaahi walhamdulillaahi wala ilaha illallah wallaahu Akbar)
سُبْحَانَ اللَّهِ وَالْحَمْدُ لِلَّهِ وَلاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ وَاللَّهُ أَكْبَرُ

STEP 07 : RUKU KAREN 03 Baar "Subhaana Rabbi-yal Azeem" 
10 baar Phir tasbeeh (Subhanallaahi walhamdulillaahi wala ilaha illallah wallaahu Akbar)
سُبْحَانَ اللَّهِ وَالْحَمْدُ لِلَّهِ وَلاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ وَاللَّهُ أَكْبَرُ

STEP 08 : RUKU SE SIR UTHAYE
"Samee Allahoo Layman Hamidah"
"Rabbana Lakal Hamd"10 baar Phir tasbeeh (Subhanallaahi walhamdulillaahi wala ilaha illallah wallaahu Akbar)
سُبْحَانَ اللَّهِ وَالْحَمْدُ لِلَّهِ وَلاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ وَاللَّهُ أَكْبَرُ

STEP 09 : PAHLA SAZDA 03 Baar "Subhaana Rabbi-yal 'Alaa"
10 baar Phir tasbeeh (Subhanallaahi walhamdulillaahi wala ilaha illallah wallaahu Akbar)
سُبْحَانَ اللَّهِ وَالْحَمْدُ لِلَّهِ وَلاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ وَاللَّهُ أَكْبَرُ

STEP 10 : PAHLE SAZDE Se Sir Uthaye Dono Sazdo kay darmiyan bethe
10 baar Phir tasbeeh (Subhanallaahi walhamdulillaahi wala ilaha illallah wallaahu Akbar)
سُبْحَانَ اللَّهِ وَالْحَمْدُ لِلَّهِ وَلاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ وَاللَّهُ أَكْبَرُ
STEP 11 : DUSRE SAZDE me 03 Baar "Subhaana Rabbi-yal 'Alaa"
10 baar Phir tasbeeh (Subhanallaahi walhamdulillaahi wala ilaha illallah wallaahu Akbar)
سُبْحَانَ اللَّهِ وَالْحَمْدُ لِلَّهِ وَلاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ وَاللَّهُ أَكْبَرُ
Is tarah Aapki 1 rakat mukammal hogi aur Ek Rakat me qul 75 tasbeeh hogi issi trah 4 rakat ada karna hai. Yaad rahe Dusri rakat me bhi Surah Fatiha kay pahle 15 baar uske baad sab jagah 10 10 baar tasbeeh padhe aur 04 rakat me 300 martaba hogi. (BAHAR E SHARIAT, Hissa 04, Pg :32) Post by Shaikh Sher Ali Hanfi


5 comments:

  1. bahut hi asan तरीक़े se samjhye hain.apka bahut bahut shukriya.

    ReplyDelete
  2. Mohammad Sameer Ansari
    Shuqrya hajrat aapka is dua ke pst ke liye Allah aapko aur ghr walo ko is dua ki fazilat se aur is dua ke tufailo sadke me salamat rakhe ameen

    ReplyDelete
  3. Thanks for salah tu tassbhi ki namaz ka tariqa batane ka ....
    JazakALLAH Kher...

    ReplyDelete

Featured post

73 Sects Hadith Scan pages

Post 01 Click Here to Read 73 Me 01 Kaun Post 02 Is Ummat Kay 73 Firqo Me Batt Jane Ka Bayan Hadees 07: Hazrat Abu Hurraira Se Rivayat...

Labels

73 Me 1 Kaun 73 Sects Hadith Scan pages Aashure Muharram kay roze maahe muharram ki fazilat Abdal Gaus Qutub Hadees E Abdaal Abu Hurayra Two Vessels of Knowledge 60 Hijri Afzaliyat E Siddique E Akbar Al Malfooz pe aitraz ka jawab Murde Kafan kay Saath Milte hai All About Yazeed Ashraf Ali Thanvi Kay Dada Aur Qasim Nanatvi Maut Kay Baad Aagaye Bareli Waseela Caliphate In Islam Chand Ka Masla dua Farooque Khan Expose Deobandi Munazir Farooque Khan Razvi Munazra Sharait Fazail E Abu Baqr Siddique Fazail E Ahle Bait E Paak Fazail E farooque e azam Fazail E Hazrat Usman E Gani Fazail E Maahe Ramzan Fazail E Sahaba Fazail Manakib Khulfa Rashideen Fazail Wa Masail E Sehri Gairullah Se madad Haath Kan Tak Uthana Hayat Un Nabi ﷺ Hazrat Abu Baqr Wa Umar Kay Fazail Hazrat Ayesha Aur Ilme Gaib Huzoor Ki Shafat iftar ki fazilat Imam Hasan Aur Imam Hussain kay Fazail Intercession of Holy Prophet Ismail Dahelvi Ki Gustakhi Ismail Dahelvi Nabi ka Khayal aana itikaf in ramzan itikaf ka sawab itikaf ki ahmiyat Itikaf Ki Fazilat Kabr pe azan dena Kabr pe Jaana Kayamat Kay Din Makam E Mustafa Khalifa Rashideen ki Fazilat Khatme Nabuwat hadith Khilafah 30 Years Khilafat E Rashida Khulfa Rashideen Kya Musalman Shikr Kar Sakta hai Kya Nabi ne azan nahi di Kya Waseela Jaiz Hai laylatul qadr Makam E Mehmood Mazar par Chadar Dalna Mazar pe Chadar Chadana kaisa ? Mazar Par Phool Dalna Mukhtar Thaqafi Munafiq Ki Namaz E Janaza Nabi Ne Padhayi ? Munkareen E Hadees Inkar E Hadees Ka Fitna Musafa karna Shake Hands Nabi Ka Waseela Lena Kaisa Nabi Ko Diwar Kay Piche Ka Ilm Nahi Nabi Ne Allah Ka Deedar Kiya Namaz Iqamat Me Kab Khade Hona Chahye Namaz Me Huzoor Ka Khayal Namaz Me Nabi Ka Khayal Aana Kaisa Nida Ya Rasoolullah Pant Fold Karke Namaz padhna Qurbani 03 Din Ya 04 Din Ramzan Ka Chand Ramzan Kay Fazail Roze Kay Fazail SALAT AL TASBEEH Salat Ut Tasbeeh Namaz hadith Shabe Baraat Topic Shabe Qadr Shafat E Nabi Shafat E Rasool Shahadat E Imam Hussain Ki Peshangoyi Shan E Awliya Shan E Aulia Ubaidullah Ibn Ziyad ne jo Kiya yazeed kay Kahne pe Kiya Virtues of Shabe Qadr Waba Kay waqt azan dena Waseela Waseela Biddat Hai Waseela Shirk hai

Total Website Viewers