Sunni Hanfi Organization Website Ka Maksad Islam Ki Sahih Tarjumani Quran Sunnat Izma Kayas se Aqaid aur Mamulaat E Ahle Sunnat Par dalail se dena hai references Scan pages kay saath Aap is website ko zyada se zyada share karen Note : Copy Paste karke alag se same article apne blog me update karne se bahtar hai isko share karen aur un masle me likhe jispe kaam nahi huwa

Search This Blog

Thursday 18 February 2016

,
 بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَنِ الرَّحِيم

Huzoor Nabi E Karim
  Kabse Nabi Hai ? 
When The Prophethood Is Granted To Rasool
Huzoor  
Kab Nabi Banaye gaye ? 


Aksar Kuch badmazhab Munafikeen Jinhe Shan E Mustafa hazam ho nahi sakti wo Awaam kay saamne ek baat kahte milte hai Sunni Kahte Hai Huzoor Ko Nabuwat Dunya me Aane Se pahle de di gayi hai Ye Ahmad Raza Khan Barelvi ne Biddat izaad ki huwi hai Jabki Huzoor  40 Saal Ki Umr Me Nabi Bane aur yehi baat inke aaj kay naam nihad google Karne waale Ladke Karte hai aur Ahle Sunnat Ko Pareshan karte Hai
So Here Is The Answer of Your Doubts..
Hadees 01:
“Hazrat Abu Hurairah RadiyAllahu Ta’ala Anhu Riwayat Farmaate Hain Ki Sahaba E Kiram Ridwanullahi Ta’ala Alaihim Ajmaeen Ne Arz Kiya Ya RasoolAllah
!
Aap Ke Lie Nubuwwat Kab Waajib Huee ?
Huzoor Nabi E Akram
Ne Farmaya : (Mein Us Waqt Bhi Nabi Tha) Jab Ki Hazrat Aadam Alaihissalam Ki Takhleeq Abhi Rooh Aur Jism Ke Darmiyaani Marhale Me Thi (Yaani Rooh Aur Jism Ka Baahami Taa’lluq Bhi Abhi Qaayam Naa Huaa Tha).”
(Jamai Tirmizi, Kitabul Manakib, Baab : Maa Jaa Fi Fazail E Nabi Sal Allahu Alaihwasalam, Pg : 821, Hadees : 3609)
(Imam Hakim Al Mustadraq Vol : 02, pg : 665/66, Hadees  : 4210)
Scan page Tirmizi

Hadees 02 :
“Hazrat Maisarah Fazr RadiyAllahu Ta’ala Anhu Farmaate Hai Ki Huzoor Nabi E Akram Se Poochha :(Ya RasoolAllah !)
Aap Kab Nubuwwat Se Satfaraaz Kie Gae ?
Aap
Ne Farmaya : (Mein Us Waqt Bhi Nabi Tha) Jab Hazrat Aadam Alaihissalam Ki Takhleeq Rooh Aur Mittee Ke Marhale Me Thi.”
References :
(Imam Hakim Al Mustadraq Vol : 02, pg : 665/66, Hadees  : 4209)
Imam Hakim Farmate hai Ye Hadees Sahi Hai
Scan Page Hakim Hadees : 4209 & 4210


Aur Phir Isi Tarah Ki Rivayat Deegar Sahaba E Kiram Hazrat Ameerul Momineen Umar Farooque E Aazam, Hazrat Abdullah Ibn Abbas, Hazrat Abdullah ibn Shaqeek, Hazrat Aamir Rizwanullahi Azmayeen se marvi hai


Remember Us On your Dua Shaikh Sher Ali Hanfi SHO
Note : Do not Copy for your web Blogs wordpress etc but You can share To Watsapp FB 

Featured post

73 Sects Hadith Scan pages

Post 01 Click Here to Read 73 Me 01 Kaun Post 02 Is Ummat Kay 73 Firqo Me Batt Jane Ka Bayan Hadees 07: Hazrat Abu Hurraira Se Rivayat...

Labels

73 Me 1 Kaun 73 Sects Hadith Scan pages Aashure Muharram kay roze maahe muharram ki fazilat Abdal Gaus Qutub Hadees E Abdaal Abu Hurayra Two Vessels of Knowledge 60 Hijri Afzaliyat E Siddique E Akbar Al Malfooz pe aitraz ka jawab Murde Kafan kay Saath Milte hai All About Yazeed Ashraf Ali Thanvi Kay Dada Aur Qasim Nanatvi Maut Kay Baad Aagaye Bareli Waseela Caliphate In Islam Chand Ka Masla dua Farooque Khan Expose Deobandi Munazir Farooque Khan Razvi Munazra Sharait Fazail E Abu Baqr Siddique Fazail E Ahle Bait E Paak Fazail E farooque e azam Fazail E Hazrat Usman E Gani Fazail E Maahe Ramzan Fazail E Sahaba Fazail Manakib Khulfa Rashideen Fazail Wa Masail E Sehri Gairullah Se madad Haath Kan Tak Uthana Hayat Un Nabi ﷺ Hazrat Abu Baqr Wa Umar Kay Fazail Hazrat Ayesha Aur Ilme Gaib Huzoor Ki Shafat iftar ki fazilat Imam Hasan Aur Imam Hussain kay Fazail Intercession of Holy Prophet Ismail Dahelvi Ki Gustakhi Ismail Dahelvi Nabi ka Khayal aana itikaf in ramzan itikaf ka sawab itikaf ki ahmiyat Itikaf Ki Fazilat Kabr pe azan dena Kabr pe Jaana Kayamat Kay Din Makam E Mustafa Khalifa Rashideen ki Fazilat Khatme Nabuwat hadith Khilafah 30 Years Khilafat E Rashida Khulfa Rashideen Kya Musalman Shikr Kar Sakta hai Kya Nabi ne azan nahi di Kya Waseela Jaiz Hai laylatul qadr Makam E Mehmood Mazar par Chadar Dalna Mazar pe Chadar Chadana kaisa ? Mazar Par Phool Dalna Mukhtar Thaqafi Munafiq Ki Namaz E Janaza Nabi Ne Padhayi ? Munkareen E Hadees Inkar E Hadees Ka Fitna Musafa karna Shake Hands Nabi Ka Waseela Lena Kaisa Nabi Ko Diwar Kay Piche Ka Ilm Nahi Nabi Ne Allah Ka Deedar Kiya Namaz Iqamat Me Kab Khade Hona Chahye Namaz Me Huzoor Ka Khayal Namaz Me Nabi Ka Khayal Aana Kaisa Nida Ya Rasoolullah Pant Fold Karke Namaz padhna Qurbani 03 Din Ya 04 Din Ramzan Ka Chand Ramzan Kay Fazail Roze Kay Fazail SALAT AL TASBEEH Salat Ut Tasbeeh Namaz hadith Shabe Baraat Topic Shabe Qadr Shafat E Nabi Shafat E Rasool Shahadat E Imam Hussain Ki Peshangoyi Shan E Awliya Shan E Aulia Ubaidullah Ibn Ziyad ne jo Kiya yazeed kay Kahne pe Kiya Virtues of Shabe Qadr Waba Kay waqt azan dena Waseela Waseela Biddat Hai Waseela Shirk hai

Total Website Viewers