Aitraaz Post
Yeh Riwayat/Hadees Al Malfuz se copy ki gai hai “Hayat e Ala Hazrat” me aur Al Malfuz me typing error hai , k isme bachi yaani ladki ka zikr hai lekin haqeeqat Hadees me bache yaani ladke ka zikr hai aur yehi galti hui k ladke ko ladki likhdiya gaya
ab aitraz hoga k yeh galti pehle q nahi dikhi ???
jawab yeh hai ,Yeh Aitraz Ahle Ilm ko nai dikha lekin chataak bhar k deoband Aitraaz talash karte hai aur fir muh ki khate hai ,isliye ab hum dikhate hai.
Hadees:
Takhreej isi page me niche me maujud hai
Takhreej : Musnad Jild 1 Safa 239 , Dalailun Nabuwwa Jild 6 Safa 182 , Muajjam ul Kabeer Jild 12 Safa 57 Hadees 12460
Ab aye me is per ilzami jawab qayam karu
DEOBAND KI KITAB HAI “FAZAIL E DUROOD E PAAK” LIKHNE WALE “SHAIKH MUHAMMAD ZAKARIA KHANDELHVI”
LIKHTE HAI “ISNE (( NABI SWALLALLAHUALAIHIWASALLAM KA ZIKR HAI )) APNA MUBARAK HAATH MERI MAA K MUH PER PHERA JISSEY WAH BILKUL ROSHAN HOGAYA , AUR PAIT (STOMACH) PER HAATH PHERA TOH WAH BILKUL JAATA RAHA, MENE INSE ARZ KIYA K AAP KAUN HAI K MERI MAA KI MUSIBAT KO APNE DOOOR KIYA ,INHONE FARMAYA K ME TERA NABI MOHAMMAD SWALLALLAHUALAIHIWASALLAM HU” (( PHIR ISKE AAGE EK NASIHAT LIKHI ))
MAZ ALLAH SUMMA MAZ ALLAH.
ALA HAZRAT NE TOH EK BACCHI K BAARE LIKHA HAI AUR INKE ULLU MAA NE EK AURAT K BAARE LIKHA , YEH ILZAMI JAWAB HAI HUMARI TARAF SE.
Assalam Alaikum, Hazrat, 1 bat arza karna chahta hun agar main galat hun to please maaf kar dijiega... Musnad Jild 1 Safa 239 , Dalailun Nabuwwa Jild 6 Safa 182 , Muajjam ul Kabeer Jild 12 Safa 57 Hadees 12460 ....ka hawala dekar jo page scan kiya gaya hai ...wahan usi safah pe niche ki hadees ke tarjuma me pathar nabuat se pahle salam karta tha...maaz Allah aisa likha hua hai... mere khayal se aelan e nabuta se pahle aisa hona chahiye na ke nabuat se pahle kyonke humare Aaqa Sallallaho Alaihewasallam to nabi bahut pahle se hain jab se Allah ne Aap Sallallaho Alaihewasallam ka banaya tab se...lihaza Ap se guzarish hai ke iski tasaheeh farma lein take badmazhabon ko aeiteraz ka mauqa na mile Jazak Allah Khair
ReplyDelete