Quran Shareef :
Surat Al Ambiya Ayat 07
Surat Al Ambiya Ayat 07
وَ مَاۤ اَرْسَلْنَا قَبْلَكَ اِلَّا رِجَالًا نُّوْحِیْۤ اِلَیْهِمْ فَسْــٴَـلُوْۤا اَهْلَ الذِّكْرِ اِنْ كُنْتُمْ لَا تَعْلَمُوْنَ(۷)
Tarjuma Kanzul Iman : "Aur Humne tumse pehle na bheje magar mard jinhe
hum wahi karte toh aye logo ilm walo say pucho agar tumhe ilm na ho"
Is ayat me ALLAH taala ne aam logo ko hukm diya hai k agar ilm na ho toh ilm walo say pucho aur is ayat e mubarak k tahet darj zeyl Mufassareen muhaddiseen ne Taqleed ko Jayaz hone per Istedlal kiya hai
1 – Imam Ahmed bin Ali ar Raazi Rehmatullah alayh Al Mutawaffa 370 Hij.
(Al Fasl Fil Usool : Jild 4 : Safa 281)
2 – Imam Al Qazi Abi Ya’ala Muhammed Ibn Hussain Al Baghdadi Rehmatullah alayh Al Mutawaffa 458 Hij.
(Al Udda : Safa 1225)
3 – Imam Abi Bakr Muhammed bin Ali Al Khateeb al Baghdadi Rehmatullah alayh Al Mutawaffa 463 Hij.
(Al Faqi Wal Muttafaqa : Jild 2 : Safa 133)
4 – Imam Abu Umar Ibn Abdul Barr Rehmatullah alayh Al Mutawaffa 463 Hij.
(Jaame ul Bayan ul Imli wa Fazlihi : Safa 299)
5 – Imam Abi Ishaq Ibrahim bin Ali Ash-Shairaazi Rehmatullah alayh Al Mutawaffa 476 Hij.
(At-Tabserah : Safa 406)
6 – Imam Abi Ishaq Ibrahim bin Ali Ash-Shairaazi Rehmatullah alayh Al Mutawaffa 476 Hij.
(Al Lamu : Safa 125)
7 – Imam Mansoor bin Muhmmed As Sam-a’ani Rehmatullah alayh Al Mutawaffa 489 Hij.
(Qawaati ul Adillah : Jild 2 : Safa 343)
8 – Imam Ghazaali Rehmatullah alayh Al Mutawaffa 505 Hij.
(Al Mustasfa : Jild 4 : Safa 133)
9 – Imam Ibn Qudaama Rehmatullah alayh Al Mutawaffa 620 Hij.
(Rauzatun Naazir : Safa 436-437)
10 – Imam Ali bin Muhammed Al Aamdi Rehmatullah alayh Al Mutawaffa 631 Hij.
(Al Ahkaam : Jild 4 : Safa 250)
11 – Imam Al Qazi Nasir uddin Al Baizawi Rehmatullah alayh Al Mutawaffa 675 Hij.
(Niyaatus Sool : Safa 404)
12 – Imam Ahmed bin Hamdaan Al Harraani Rehmatullah alayh Al Mutawaffa 695 Hij.
(Sifatul Fatwa : Safa 53)
13 - Imam Najm uddin Abi Rabii At-Tufi Al Mutawaffa 716 Hij.
(Sharah Mukhtasar Rauza : Jild 2 : Safa 343)
14 – Imam Jalaluddin Abi Muhammed Al Sunawi Al Mutawaffa 774 Hij.
(At-Tamheed Fii Takhreej ul Furoo : Safa 526)
15 – Imam Abi Ishaq Ibrahim bin Musa Ash-Shaatibi Al Mutawaffa 790 Hij.
(Al Muwafiqaat : Jild 5 : Safa 337)
16 – Imam Zurkashi Rehmatullah alayh Al Mutawaffa 794 Hij.
(Al Bahr ul Muheet : Jild 6 : Safa 282)
17 – Imam Ibn Himaam Rehmatullah alayh Al Mutawaffa 861 Hij.
(Fathul Qadeer : Jild 7 : Safa 239)
18 – Imam Ibn Ameer Haaj Al Mutawaffa 879 Hij.
(At-Taqreer Wat-Tahbeer : Jild 3 : Safa 438)
19 – Imam Suyuti Rehmatullah alayh Al Mutawaffa 911 Hij.
(الإكليل في استنباط التنزيل : Safa 163)
20 – Shaykh Muhammed bin Saaleh Al Usaimeen Al Mutawaffa 1426 Hij.
(Al Usool Min Ilm ul Usool : Safa 68)
Dosto ! Itne Muhaddiseen wa Mufassireen ne Is Ayat say Taqleed ko Jayez Kaha hai Lekin Ghair Muqallideen Yeh Shor Karte hai, Taqleed Na-Jayez, Haraam, Bidat aur Shirk Tak bhi Usko Qaraar dete hai.
Salaf per chalne wale gair muqallid ko is ayat k tahet itni daleelein kyu nai mili ????
ALLAH taala Humsabko Haq Samajhne ki Taufeeq Ataa Farmaye
Aameen Sum Aameen
Mohammad Imran Saifi.
As claimed by Stanford Medical, It is in fact the SINGLE reason this country's women get to live 10 years more and weigh 19 KG less than us.
ReplyDelete(Just so you know, it is not related to genetics or some secret exercise and absolutely EVERYTHING about "HOW" they are eating.)
P.S, What I said is "HOW", and not "what"...
Tap this link to find out if this quick questionnaire can help you discover your real weight loss possibilities