بِسْمِ اللهِ الرَّحْمٰنِ
Kya Nabi E Akram ﷺ Ne Kabhi Azan Nahi Di Hai ? Aqsar jhola’ha ye message circulate karte hai aur awaam me bhi ye baat mashoor hai kay Nabi E Akram ﷺ Ne apni zindagi me kabhi Azaan nahi di aur naa dene kay piche 02 baat failayi gayi kay Agar Huzoor Nabi E Akram ﷺ Ne Azaan de di hoti to Aapki Awaaz sunkar saari kaynaat ruk jaati aur dusra kay agar Huzoor ﷺ Azaan kah dete aur koi aapki azaan par namaz kay liye labbayk naa kahta to aapki jaat e aqdas azmat wa fazilat par harf aajata.
Yahan Hum Kuch Sahih Hadees Pesh kar rahe hai kay Nabi E Akram ﷺ ne bhi kayi baar Azaan Di Hai.
Hadees :
أَبَا هُرَيْرَةَ، يَقُولُ قَالَ رَسُولُ اللَّهِ ﷺ " يَكُونُ فِي آخِرِ الزَّمَانِ دَجَّالُونَ كَذَّابُونَ يَأْتُونَكُمْ مِنَ الأَحَادِيثِ بِمَا لَمْ تَسْمَعُوا أَنْتُمْ وَلاَ آبَاؤُكُمْ فَإِيَّاكُمْ وَإِيَّاهُمْ لاَ يُضِلُّونَكُمْ وَلاَ يَفْتِنُونَكُمْ “Hazrat Abu Huraira Se Marvi Hai Nabi E Akram ﷺ Ne Irshad Farmaya Aakhir Waqt Me Dajjal Aur Jhoote Honge Woh Tumhe Aisi Aisi Hadees E Sunaynge Jinhe Tumne Aur Tumhare Baab Dadaon Ne Nahi Suna Hoga Isliye Apne aapko mehfooz rakhna kahin aisa naa ho ki woh tumhe gumraah kar den aur fitne me daal den”

(Sahih Muslim, Vol : 01, Pg:05, Mukaddamah, Hadees : 07)
Aaj yehi horaha hai naa jaane kaise kaise message hadees kay naam par chalaye jaate hai.
Huzoor Nabi E Karim ﷺ Ne Hazrat Imam Hasan Ibn Ali Radiallahu Anhu Ki Wiladat E Paak Par Unke Kaan Par Azaan Di
Hadees 01 :
عَنْ عُبَيْدِ اللَّهِ بْنِ أَبِي رَافِعٍ، عَنْ أَبِيهِ، قَالَ رَأَيْتُ رَسُولَ اللَّهِ صلى الله عليه وسلم أَذَّنَ فِي أُذُنِ الْحَسَنِ بْنِ عَلِيٍّ - حِينَ وَلَدَتْهُ فَاطِمَةُ - بِالصَّلاَةِ .

“Hazrat Abdullah ibn Abu Rafaye Se Rivayat Hai Jab Imam Hasan Ibn Ali Ki Wiladat Hazrat Syeda Fatima Se Huwi to Nabi E Karim ﷺ Ne Hasan Ibn Ali kay kaan me azaan Di”
Reference :
Reference :
(Sunan Abu Dawood, Kitab Ul Adab, Baab : Paida Hue Bacho Kay Kaan Me Azaan Dene ka Bayan, Hadees : 5105)
(Sunan Tirmizi, Kitab Al Adha,Hadees :1514)
(Imam Abdur Razzaq Al Musannaf #7986)
(Imam Hakim Al Mustadrak Vol : 03, Pg : 179,#4827)
(Sunan Tirmizi, Kitab Al Adha,Hadees :1514)
(Imam Abdur Razzaq Al Musannaf #7986)
(Imam Hakim Al Mustadrak Vol : 03, Pg : 179,#4827)
(Imam Tabarani Al Mu'jam Ul Kabeer #931)
(Imam Bayhaqi Shuab Ul Iman, # 8617)
(Imam Bayhaqi Sunan Al Kubra Vol : 09, Pg : 305)
(Imam Bayhaqi Sunan Al Kubra Vol : 09, Pg : 305)
Scan Page Hakim Al Mustadraq
DAURAN E SAFAR APNI OONTNI PAR BETHE BETHE AZAAN DENA
Hadees 02 :
عَنْ عَمْرِو بْنِ عُثْمَانَ بْنِ يَعْلَى بْنِ مُرَّةَ، عَنْ أَبِيهِ، عَنْ جَدِّهِ، أَنَّهُمْ كَانُوا مَعَ النَّبِيِّ صلى الله عليه وسلم فِي مَسِيرٍ فَانْتَهَوْا إِلَى مَضِيقٍ وَحَضَرَتِ الصَّلاَةُ فَمُطِرُوا السَّمَاءُ مِنْ فَوْقِهِمْ وَالْبِلَّةُ مِنْ أَسْفَلَ مِنْهُمْ فَأَذَّنَ رَسُولُ اللَّهِ صلى الله عليه وسلم وَهُوَ عَلَى رَاحِلَتِهِ وَأَقَامَ - أَوْ أَقَامَ - فَتَقَدَّمَ عَلَى رَاحِلَتِهِ فَصَلَّى بِهِمْ يُومِئُ إِيمَاءً يَجْعَلُ السُّجُودَ أَخْفَضَ مِنَ الرُّكُوعِ
“Hazrat Amr Ibn Usmaan Ibn Ya’la Ibn Murrah Se Marvi hai unhone apne Dada Se Rivayat kiya Nabi E Akram ﷺ Safar Pe They Namaz Ka Waqt Aaya, Barish Barsi to jameen gili hogayi, Allah Kay Nabi ﷺ Ne Apni Sawari par bethe huwe hi Azaan kahi, phir Iqamat Kahi Aur Namaz Ada Ki”
References :
(Jamai Tirmizi, Kitabus Salat, Hadees :411)
(Musnad Imam Ahmad Ibn Hanbal, Hadees : 17584)
(Jamai Tirmizi, Kitabus Salat, Hadees :411)
(Musnad Imam Ahmad Ibn Hanbal, Hadees : 17584)
Hadees 03:
Nabi ﷺ Ne Hajjatul Wida Kay Khutbe kay baad Azaan Di”
(Imam Ibn Hibban As Sahih Vol : 09, Pg : 253, Hadees : 3944) In upar bayan karda rivayato se saabit hai Nabi E Akram Ne bhi Azaan di hai to jo log iska inkaar karte hai jahalat ki wajah se unhe apni islaah karni chahiye. Post by Shaikh Sher Ali Hanfi

No comments:
Post a Comment