Assalamu Alaykum Tamam Sunni Sahih ul Aqeeda
Wahabi Deobandiyo k Aitraz me yeh ek Aitraaz b hai k Gairullah ko Ya Gaus kehkar pukarna shirk , bidat , Najayz o Haram hai aur yeh koi dhaki chupi baat nai k is per daleel di jaye lekin hum in sha ALLAH taala is per daleel pesh karege k YA GAUS kehna bilkul durust o Jayaz hai aur In sha ALLAH taala Sahaba e Kram k hawaley se pesh karege.
Issye Qably aap yeh Jaanley k GAUS ka maana kya hota hai ?
Al Kamoos ul Jadees : Yeh luighat ki kitab hai isme Gaus ka maana : Imdad , madad , releif , Faryad , Madad ki Darkhwast k aaya hai.
Scan page.

Toh lughat se GAUS ka maana wazeh hogaya. ab aaye me apni daleel pesh karta hu.
Hadees :
Khilafat-e-Faaroqui me ek bar Madeena Tayyeba me
qehet-e-Azeem pada, Us saal ka naam halakat, tabahi jaan-o-maal
ka saal rakha gaya. Ameerul Mumineen ne Amru bin Aaz radiAllaho Ta'aala
Anhu ko Misr me farman bheja. Bandah-e-Khuda Umar Ameerul Mumineen ki
taraf se Ibn Aaz ke naam:
“Salaam ke baad wazeh ho, mujhe apni jaan ki
qasam, Aye Amru jab tum aur tumhare mulkk wale sair hon tab tumhen kuch parwah
nahin ki mai aur mere mulk wale halaak ho jayen, “Ya Ghaus””
Amru bin Aas radiAllaho Ta'aala Anhu ne jawab hazir kiya: ye Arzi Bandahe-Khuda Ameerul Mumineen ko Amr bin Aas ki taraf se hai.
“Baad salaam ke ma’rooz, Huzur meai bar bar khidmat ko hazir humaine Huzur me wo kaarwan rawana kiya hai jiska awwal huzur
ke paas hoga aur akhir mere paas aur Huzur par salam ho aur ALLAH Azzuwaal ki rehmaten aur barkaten ho.”
Amru bin Aas radiAllaho Ta'aala Anhu ne aisa hi kaarwan hazir kiya ki Madeena Tayyeba se Misr tak tamam manzil door daraz oonton se bhari hui thi.
Yahan se wahan tak ek Qatar bani hui thi jiska pehla Oont Madeena Tayyeba me tha aur pichla Misr me. Sab par anaaj tha. Ameerul Mumineen ne wo tamam oont taqseem farma diye. Har ghar ko ek ek oont ata hua ki Anaaj khao aur is oot ko zibah karke iska gosht khao. Khaal ke joote banao. Jis kapde me anaaj bandha hua tha, uska lihaaf waghairah banao.

Ye riwayat Mukhtalif matan aur sanad ke sath maujud
hai.
Imam Hakim ki al Mustadarak Jild 1 Safa 563
Imam Hakim ne is riwayat ko Saheeh Bukhari aur Saheeh
Muslim ki shart par Saheeh qarar diya.
(Saheeh Ibn Khuzaima jild 4 Pg.68): Isme is hadees ki
sanad ko HASAN kaha hai.
(Kanzul Ummal jild 12,Pg.610, )
(Tabqaat-e-Kubra Jild 3 pg.288)
(Sunan Qubra jild 3 Pg.577)
(Kanzul Ummal jild 12,Pg.610, )
(Tabqaat-e-Kubra Jild 3 pg.288)
(Sunan Qubra jild 3 Pg.577)
Scan Pages :
Wahabi Deobandi apne usool per rehte hue kya yaha b Najayz o Haram , Shirk o Bidat k Fatwe lagege ya sirf Bugz e Ala Hazrat me rehkar sunniyo per fatwe dege ??
ALLAH taala hum sabko Haq per Amal karne ki taufeeq ataa farmaye .
Ameen
Dua ki Darkhwast.
Sheyckh Mohammad Imran Saifi
MashaAllah
ReplyDelete