بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَنِ الرَّحِيم
Huzoor Nabi E Karim ﷺ Kabse Nabi Hai ?
Huzoor Nabi E Karim ﷺ Kabse Nabi Hai ?
Aksar Kuch badmazhab Munafikeen Jinhe Shan E Mustafa ﷺ hazam ho nahi
sakti wo Awaam kay saamne ek baat kahte milte hai Sunni Kahte Hai Huzoor ﷺ Ko Nabuwat
Dunya me Aane Se pahle de di gayi hai Ye Ahmad Raza Khan Barelvi ne Biddat
izaad ki huwi hai Jabki Huzoor ﷺ 40 Saal Ki Umr Me Nabi Bane aur yehi baat inke
aaj kay naam nihad google Karne waale Ladke Karte hai aur Ahle Sunnat Ko
Pareshan karte Hai
So Here Is The Answer of Your Doubts..
So Here Is The Answer of Your Doubts..
Hadees 01:
“Hazrat Abu Hurairah RadiyAllahu Ta’ala Anhu Riwayat Farmaate Hain Ki Sahaba E Kiram Ridwanullahi Ta’ala Alaihim Ajmaeen Ne Arz Kiya Ya RasoolAllah ﷺ !
Aap Ke Lie Nubuwwat Kab Waajib Huee ?
Huzoor Nabi E Akram ﷺ Ne Farmaya : (Mein Us Waqt Bhi Nabi Tha) Jab Ki Hazrat Aadam Alaihissalam Ki Takhleeq Abhi Rooh Aur Jism Ke Darmiyaani Marhale Me Thi (Yaani Rooh Aur Jism Ka Baahami Taa’lluq Bhi Abhi Qaayam Naa Huaa Tha).”
(Jamai Tirmizi, Kitabul Manakib, Baab : Maa Jaa Fi Fazail E Nabi Sal Allahu Alaihwasalam, Pg : 821, Hadees : 3609)
(Imam Hakim Al Mustadraq Vol : 02, pg : 665/66, Hadees : 4210)
Scan page Tirmizi

Hadees 02 :
“Hazrat Maisarah Fazr RadiyAllahu Ta’ala Anhu Farmaate Hai Ki Huzoor Nabi E Akram ﷺ Se Poochha :(Ya RasoolAllah ﷺ !)
Aap Kab Nubuwwat Se Satfaraaz Kie Gae ?
Aap ﷺ Ne Farmaya : (Mein Us Waqt Bhi Nabi Tha) Jab Hazrat Aadam Alaihissalam Ki Takhleeq Rooh Aur Mittee Ke Marhale Me Thi.”
References :
(Imam Hakim Al Mustadraq Vol : 02, pg : 665/66, Hadees : 4209)Imam Hakim Farmate hai Ye Hadees Sahi Hai
Scan Page Hakim Hadees : 4209 & 4210

Aur Phir Isi Tarah Ki Rivayat Deegar Sahaba E Kiram Hazrat Ameerul Momineen Umar Farooque E Aazam, Hazrat Abdullah Ibn Abbas, Hazrat Abdullah ibn Shaqeek, Hazrat Aamir Rizwanullahi Azmayeen se marvi hai.
Remember Us On your Dua Shaikh Sher Ali Hanfi SHO
Note : Do not Copy for your web Blogs wordpress etc but You can share To Watsapp FB
Masha Allah , Sher Ali Bhai .Bahaut Khoob .
ReplyDeleteMasha Allah..
ReplyDeleteHazrat.. Ala hazrat par kea jane wale eytraz ke radd me bhibpost bhane barahe qaram meharbani hogi...
Very nice hazrat
ReplyDeleteVery nice MashaAllah
ReplyDeleteI discussed with ahle Hadees they accepted this Hadees they dint find anything wrong in that
ReplyDeleteThis comment has been removed by a blog administrator.
ReplyDeleteMashallah haq
ReplyDeleteMashallah haq
ReplyDeleteMasha Allah you're great work Ahle Sunnat Wal Jamat Maslak E Alahazrat... Allama Farukh Khan Razvi Very Thankfu To You
ReplyDelete..... Mustakin From Howrah West Bengal